✦ Ab Seedha Baat krte hai ✦

Seedha baat
No bakwaas

Sunta hai. Yaad rakhta hai.
Waqt pe wapas aata hai.

Check in daily. Seedha follows up at the right time.

Try karo

Jo log seedha sochte hain, unke liye.

scroll
✦ Kaisa kaam karta hai

Ek dost jo
bhoolता नहीं

Seedha tera check-in leta hai, yaad rakhta hai kya hua tha, aur sahi waqt pe follow-up karta hai. Khud.

S
Seedha

Monday, 11:00 PM

Aaj ka din kaisa gaya? Seedha bol.
Yaar ek ladki hai... pata nahi kya scene hai uske saath.
You · 11:08 PM
Ek ladki hai matlab? Tu interest le raha hai ya woh?
Dono thoda thoda shayad 😭 par kuch clear nahi hai abhi.
You · 11:10 PM
Theek hai. Dekhtein hain aage kya hota hai.
Yaad rakh liya

Tuesday, 9:00 PM

Woh ladki wala scene, kuch aage badha ya abhi bhi confusing hai?
Seedha · Follow-up
Bhai usne khud text kiya aaj 😭😭
You · 9:22 PM
Bata bata. Kya likha usne?

Daily check-in

Roz ek short check-in. Seedha poochta hai — kya chal raha hai, mood kaisa hai, kya atak raha hai.

Yaad rakhta hai

Tune 3 din pehle jo bola woh Seedha bhoolata nahi. Context carry hota hai — repeat nahi karna padta.

Sahi waqt pe wapas aata hai

Job interview tha? Exam tha? Seedha khud follow-up karta hai uss cheez ke baad. Tu remind nahi karta.

Sirf tera

Jo tu share karta hai woh sirf tere liye hai. Koi judgement nahi — seedha baat seedha jawab.

Teen sawaal
1 / 3

Pehla jo dil mein aaye

Tu khud ko describe kare toh?